Used Wirasat ki Taqseem in Urdu:Rules of Wirasat for Android? Share your experience and help other users.
Developer’s Description
***What is Wirasat In Islam***
Islam se pehle ke zamane mein Arab mein wirsa sirf mardon mein taqseem hota tha Islam har warish ka hisa muqarar karta hai aur wirasat ki bunyad qareebi rishtadari qarar deta hai na keh zaroorat mand ki zaroorat. Sunni aqeeday ke mutabiq Qurani ahkamat purane Arab dastoor ko rad nahin karte balkeh unhain sirf behtar banate hain takeh auraton ko bhi wirasat mein shamil kiya jaye jabkeh shia aqeeda is se mukhtalif hai.
***Wirsa Taqseem Karne Se Pehle***
Kafan dafan ke akhrajat nikal liye jayein sare qarz utar diye jayein jis mein udhar, mehr, zakat aur choray hue rozon ka kufara shamil hai.
***Wasiyat Kia hai***
Ye zubani bhi ho sakti hai aur tehreeri bhi ye wirsay ki kul maqdar ka aik tahai tak ho sakti hai ye marne ke baad hi di jati hai aur warison ko nahin mil sakti.
Read more about complete detail about wirasat just read this book. Read and share this informative book.
Used Wirasat ki Taqseem in Urdu:Rules of Wirasat for Android? Share your experience and help other users.
Explore More

Holy Rosary with Audio Offline (Free Version)
Free
Imagerie lecture interactive
Free
Gyaran Nono Da Mazauni
FreeGALAPAGOS App
Free
Guide For Maneater Shark Game
FreeComputer Desktop Encyclopedia
FreePONS Dictionary Library - Offline Translator
Free
Prayer Rain
Paid
English - Translator
Free
Holy Bible for Woman Offline
Free
DHUND Urdu Novel
Free
Mining Dictionary Offline
Free