Used Agriculture App for Farmers & Kisan- Krishify for Android? Share your experience and help other users.
Key Details of Agriculture App for Farmers & Kisan- Krishify
- Krishify agriculture app is a community for farmers (kisan) where they can discuss their crop issues, seeds and agriculture equipment, pm kisan...
- Last updated on
- There have been 6 updates
- Virus scan status:
Clean (it’s extremely likely that this software program is clean)
Developer’s Description
Krishify agriculture app is a community for farmers (kisan) where they can discuss their crop issues, seeds and agriculture equipment, pm kisan yojana by GOI, etc. with fellow farmers & experts.
Krishify app par kisan apni fasalon ki dekhbhaal, seeds, fertlizers, krishi yantra, kheti, etc par charcha kar sakte hain
Crop Carex
farmers can post photos & videos of their farms
get personalized feedback and suggestion from agriculture experts
knowledge on irrigation management, fertilizers, seed varieties, etc.
discuss on agriculture-related topics with fellow farmers
advisory for crops growth
Farmers Community
kisan Krishify app par apna network bana sakte hain
apna network banane ke liye kisan baaki kisano ko follow kar sakte hain
experts ke sujhao pane ke liye unhe follow karna chahiye
apna network badhane ke liye app par jyada se jyada post banana chahiye
apne area ke farmers aur agriculture experts ke saath apna network bana sakte hain
GOI (bharat sarkar aur pm modi) ke PM kisan yojana ki jankari le sakte hain
Krishify app par kuch important posts
Javik kheti kaise karein aur uske fayade
pradhan mantri modi dwara laye gaye kisano ke pm kisan yojanyein
Arhar ki buvai kis samay hoti hai aur beej ki matra
Urad ki fasal buvai ka sahi samay aur beej ki matra
Desi gir cow ke dairy kisan ki success story
Soyabean ki fasal buvai ka samay aur beej ki matra
Bhindi ki buvai se pahle khet ki taiyari
Mulching kya hai
Sri vidhi se dhan ki nursery planning
Sri vidhi se dhan ki kheti
Mulching ke labh
Dhan ki unnat kismein
Kaddu ki kheti ke liye sahi samay aur beej ki matra
Palak ka fasal mein patton par dhabbe
Organic khad (fertlizer) ke labh
Organic khad kya hai aur iske labh
Khira ki fasal mein leaves par white dhabbe
Pyaz ki fasal
Onion crop ke buvai ka samay aur seed ki matra
Phool gobhi ki fasal ki ropai
Mungfali ka beejaropan
Kapas ki kheti mein sinchai kab karni chahiye
Gajar ki buvai ke samay khet ki taiyari
Dhan ki ropai ke samay kaun se khad use karni hai
Gajar ki buvai ka sahi samay aur seeds ki matra
Krishify app mein krishi vigyan kendra ke scientists, krishi salahkar aur pure desh ke safal kisan shamil hain. is app se aap, weather forecast, mandi rates, nai krishi vidhi, kheti ke nuskhe, kisan news aur crops ki jaankaari jaise ki dhan, gehu, baigan, tamatar, seetafal, kathal, mungfali, aadi sabhi prakar ke fasalon ki jaankaari uplabdh hai.
Used Agriculture App for Farmers & Kisan- Krishify for Android? Share your experience and help other users.
Explore More
Simple Status Widget
PaidBlack Facebook Light Blue Version
PaidHappy Birthday To You
FreeBlack Facebook Green Version
PaidBlack Facebook Yellow Version
PaidBlack Facebook Pink Version
PaidBlack Facebook Blue Version
PaidPocketnet
FreeMyTopFans for Twitter
FreeXplora
Freeinshallah - Single muslims for Marriage and Dating
FreeYippi
Free